बुलाती है मगर जाने का नहीं
ये दुनिया है इधर जाने का नहीं
मेरे बेटे किसी से इश्क़ कर
मगर हद से गुज़र जाने का नहीं
सितारे नोच कर ले जाऊंगा
में खाली हाथ घर जाने का नहीं
बवा फैली होई है हर तरफ
अभी माहौल मर जाने का नहीं
वोह गर्दन नापता है नाप लेे
मगर ज़ालिम से डर जानें का नहीं
Bulati Hai Magar jaane ka nahi
Ye duniya hai idhar jaane ka nhi
Mere bete Kisi Se Ishq kar
Magar had Se Guzar jaane ka nahin
Sitare noch kar le jaunga
Main Khali hath ghar jaane ka nahin
Baba faili Hui Hai Har taraf
Abhi mohal Mar jaane ka nahi
Woh gardan napta hai naap le
Mager zalim se dar jaane ka nhi


0 Comments
Please do not spam